Here is next interesting love story for you.
...mera naam umer hain....acutally meri love story start howe 2003 may aur abhe be chal rahey hain ....acutally may badminton khel na gaya tha aur maine us ko pehla baar wahey pa dekha mujhe woh bhut ache lagnalagey maine socha may us ko propose karoga magar may darta tha kyon ki pehla baar kisey ladki ko propose karna tha ..aur may pehla match khel raha tha jab maine woh jeeta us na mujhe congrutes kaha maine samaj aab acha moka hain us ko kehna kya ki may us kya saath pyar karta hoon... magar maine us ko kaha he nahi phir do din kya baad maine us say us kya naam poocha aur us na kaha ki mera naam suraiya hain ...phir may soch ta rehta tha us kya bara may ......us ko maine phir propose kiya magar woh maane he nahi pehla us na kaha ki may soche ge maine kaha chalo theek hai ....phir jab maine us ko bhut din kya baad dekha maine us ko kaha tumhare jawaab kya hain us na kaha ki she love me too may us time bhut kush howa ….phir hum ek doosre ko rooz rooz milta tha …aap yeh mano hum ek doosre kya bagaar reh he nahi sakta hain ….mujhe pata tha jo log sacha pyar karta hain woh pagal hota hain magar aaj mujhe pata chala sacha pyar kya hota hain …khuda sab pyar karne walo ko milaya ……...... aur aaj may us kya bagar ek din be nahi reh sakta hoon I mean to say that she is my everything ….Aur hum ek doosre say bhut pyar karta hain aur karta rahey ga jab tak yeh zindagi khuda na dehain
|